miui 8 third party thame error 101 working trick miui 8 third party thame error 101% working trick hallo dosto aaj ham aisi trick batane ja rahe hai jisse aap third party thame miui me chala sakte hai bahut hi asan trick hi sabse khas bat ye hi ki aapko kisi designer acount ki jaroorat nhi hai. miui 8.5.3.0 update ane se jinka designer acount tha unki thame bhi apply nhi ho rhi hai chaliye hm apko ye trick bata rhe rhe hai . sabse pahle koi thard patry thame honi chahiye nhi hai to aap yaha se download kr le .. yaha se download kare ab aapko play store se ye app download karna hai yaha se download kare download karne ke bad aapko open karna hai open karne ke bad aapse parmison allow karna hi use kar de ab jo download kiya hai use browse kare ab thame select kare ab ok par click kare ab apko start me click karna hai ab apko next karna hai ab yaha aapse thame name change karne ko puchega aap ko change karna ho to kare nhi to default rahne de aur finish pr click kare . ab thame...